COOL STUFF FROM FARRUKH WEB SITE
> Aesi apni wife ho... 5'7" jiss ki height ho, Jeans jiss ki tight
>ho, Chehra jiss ka bright ho, Weight mein thori light ho, Umar mein
>difference slight ho, Thori si wo quite ho, Aesi apni wife ho...
>Sarak pay sab kahain kya cute ho, Bheer mein sab kahain side ho,
>side ho, Pakistan ki paidaish ho, Saas ki Khidmat jiss ki khwahish
>ho, Aesi apni wife ho... Parosi jab baat karay tau haath main knife
>ho, Dinner candle light ho, Dono mein na kabhi fight ho, Milnay say
>dil delight ho, Kaash yeh concept 0.01% bhi right ho, Agar aesi apni
>wife ho, Tau kya haseen life ho, Her kisi ki yeh farma'ish ho,
>Kudrat ki bhi yeh azma'ish ho, Ae kaash kahain tau aesi paidaish ho,
>Aesi apni wife ho, Aesi apni wife ho...
   BACK
Hosted by www.Geocities.ws

1