~* Some Funny shayari *~



~* Funny Poetry *~



Aapka hasnaa aap ka chalnaa aap ki woh style
Aapke adaaon ki hamne save hai kar li file



Kutta ban gaya hoon tere piyaar mein kutta ban gaya hoon Tere piyaar mein
yaqeen nahin aata to suun..bhaoo bhaoo



Kuch aisa kar duniya mein kadardaan meherbaan
jis gali sey guzrey awaz aaye abba jaan abba jan



Aj bagh may kali hai, kal gulaab ho ga
Mujh se shadi karlo,tum ko sawab ho ga



Ghar se roz jata hai wo, ! Maa ko bohot rulata hai wo
Kambakht baap, Sab ko hi satata hai wo



Hathi nay kaha ja kar hathni ki kabar per
Sadqay jaoo tumhari patli kamar per



shaadi se pehle , " Maine Pyar Kiya "
shaadi ke baad , " Yeh Maine Kya Kiya "!!!!



Jis waqat Khuda nay tumhe bana! ya hoga,
eik suror sa us k dil per chhaya hoga,
phelay socha hoga tujhe jannat may rakhlay,
phir usay ZOO ka khayal aaya hoga



Abhi abhi to pyaar ka computer kiya hai chaaloo
Aab main dil ki hard disk pe aur kitni files daaloo


Dil jisko dea wo DEHLI cahli gyeee...........
Payar jisko ko kya wo ITLAY chali gyeee......
Dil nay kaha k Khudkushi kar lay.......
hath switch main dea to BIJLI chalii gyeee


Aik ladkithi deewani c mobile leke ghumti thi,
nazre jhukake sharma ke mobile me kuch karti thi,
jab bhi milti thi mujhse pucha karti thi
yea chalu kaise hota !! yea chalu kaisai hotta hai



umidon ki manzil dheh gaye,
aankhon se ansoo ki dhara beh gaaye,
aarre tumhari kya izzat reh gaye,
jab class ki ladki "BHAIYA" keh gaye.



ram ne dhanish toda Sita dhaudh ke chali aaye,
Kishan ke bansi bajaye radha Bhaag ke chali aaye,
main ne SITI bajaye ladki apne baap ko leke chali aaye....



Hosted by www.Geocities.ws

1