Tum Bin Kahin Karar Nahin

Tum Bin Kahin Karar Nahin Aayee To Kya Karoon. Har Paal Teri Yaad Satayee To Kya Karoon. Tum Ko To Yeh Zid Hai Ki Bhooladon Tumhein, Dil Se Tumhari Yaad Na Jaye To Kya Karoon." Dil Ka Pata Poochtey Hyue .. Darkan Tak Aagaye Manzil Ka Pata Poochtey Huey ,Saahil Per Aagaye Ab Zindagi Koun Sa Morh Ley ,Is Sawaal Per .. Ayye Zindagi Hum Tere Samney Aa Gaye! Na Tu Aaye Ga, Na He Chain Aaye Ga.. Tere Bina Kuch Nahin Ho Main, Dil Dharakna Bhand Ho Jaaye Ga Tum Bin Jiya Jaey Kaise, Kaise Jiya Jaey Tum Bin Sadiyon Se Lamhbi Hein Raatein, Raaton Se Lambey Hue Din Aa Jao Lot Kar Tum Yeh Dil Keh Raha Hai, Aa Jaooo Lot Kar Tum Phir Sham-E-Tanhaey Jagi, Phir Yaad Tum Aa Rahe Ho, Phir Jaan Nikalney Lagi Hai Phir Mujh Ko Tarpa Rahe Ho Aa Jaoo Lot Kar Tum Yeh Dil Keh Raha Hai,Aa Jaoo Lot Kar Tum Kya Kya Na Socha Hai Meine Kya Kya Na Sapne Sajaey Kya Kya Na Chaha Hai Is Dil Ne Kya Kya Na Armaan Jagaey Is Dil Se Tufaan Nikaltey Hein Tum Bin Tu Jeetey Na Marte Hein Aa Jaoo Lot Kar Tum Yeh Dil Keh Raha Hai Aa Jaoo Lot Kar Tum Tum Bin Jiya Jaey Kaise, Kaise Jiya Jaey Tum BIN

Hosted by www.Geocities.ws

1