I Love You... You are the reason that i m smart, You are the person who stole my heart, My life is short and you are the part, I LOVE U I LOVE U with true heart Faryad.. Kisi ke Dhadkan ke peechhe koi baat hoti hai, har dard ke peechhe kisi ki yaad hoti hai, aap ko pata ho yaa naa ho, aap ki har khushi ke peeche hamari faryad hoti hai... Meri Wafa Kay Kabil Nahin Tum... Meri wafa kay kabil nahin ho tum Pyar mile aisey insaan nahin ho tum Dil kyun tum par aetbaar kare Pyar main Dhoka de aisey bewafa ho tum... Na Shikava Karata Hoon Na Geela Karata Hoon Bas Tum Salamat Raho Yeh Allah Se Dua Karata Hoon Tera Ghum.... Tera Ghum Bhulane Ke Liye, Ek Tera Ghum Hi Kaafi Hai, Mujhe Umer Bhar Rulane Ke Liye Mehfil...... Aksar yeh dunya hai, Dunya main Ghum chupana parta hai, Dil main chahe lakh Ghum ho, Mahfil main muskarana hi parta hai !! Mohabbat !! Agar hum na hote to tujhe GAZAL kaun kaheta, tere chere ko KAMAL kaun kaheta, yeh to karishma hai mohabbat ka, warna pathron(stones)ko taj mahal kaun kaheta?? !! Bewafa !! Unke bewafai par Wafa hum karenge Yaad ko unki dil se juda hum karenge Itna chaha phir bhi yakeen nahin Aise zindagi jee kar kya karenge !! Nazar !! Har aaram ka matlab karar nahi hota, Har intazar ka matlab ikrar nahi hota, Nazare milane wale yui to hazar hote hein, Har nazar ka matlab pyar nahi hota. "Zindagi Jaise ek...." Zindagi jaise ek saza si ho gayee hai gham ke saagar main iss qadar kho gayee hai tum aa jao waapis yeh ghuzaarish hai meri shayad tumaari aadat si ho gayee hai. Tujhe Chane wale... Tujhe chahne wale kum na honge waqt ke sath shayad hum na honge chahe kisi ko kitna bhi pyaar dena lekin teri yaadon ke haqdar sirf HUM hi honge Milney ko dil aab karta hai Milney ko dil aab karta hai, par kyon karta hai pata nahin, Phoolon sa tan badan hai par dil kyon darta hai pata nahin, Mil letey hain ab unse ham, milna to koi khata nahin, Par mil bhi kaise le unse, ghar ka unka to pata nahin Teri Chahat Main Raat Guzarti Thi,Din Teri Yaad Main Guzarta Tha,Tu Kisi Aur Ki Amanat Thi, Phir Bhi Main Tujhe Pyar Karta Tha. Yeh Pyar To Hai Ek Dohka.... Ise Liye Maine Dil Ko Roka...... Jis Din Say Jooda Woh Hum Se Howa Is Dil Nay Dahrkna Chor Diya Aur kuch ho na ho, ek hi baat hai Khoobsurat badi yeh mulaqaat hai Tumko tumse maanga, tumko rab se maanga Aankhon mein samaa jaana Zara aur kareeb aana Meri baat samaj jaana nA PujOo ItnA pAtHaR Ko kI Wo bhAgWan Ban JAye na karo Itne MOhAbbAt KisI sE kI Wo BewaFa BAn jAye... Dil ko kisi ki aahat ki aas rehti hai, in nazron ko teri surat ki pyas rehti hai, mere paas kisi cheez ki kami to nahi, bas tere baghair tabiyat udhaas rehti hai

Hosted by www.Geocities.ws

1