 |
|
Aaj humne jana hai ki mohabbat kya hai Kuch Pana Nahi, paa kar khona hai Bheegi palkon pe juthi muskaan liye, Unki khushiyon ko aur badhana hai, Khushiyan chahna nahi, khushiyan dena hai, Gumon ko seene se laga kar, unka har dukh lena hai, Yaadon ko uski dil me basa kar, jindagi hume bitana hai, Haste huye rote huye, ye rishta hume nibhana hai, Aaj humne jana hai ki mohabbat kya hai.... |
|