| Kya Kya Nahi Kiya |
| < -------------------------------------------------------------------------------------------------------------------> |
![]() |
| Kya kya nahi kiya unke liye Sab kuch loot gaya unhe paane ke liye Ghar chhoda unse milne ke liye Duniya se lada unko hasil karne ke liye Gali gali ghuma unhe dekhne ke liye Unhe yaad karta tha..muskurane ke liye Logo ne kaha..tu pagal ho gaya hai uske liye Magar unhe kya pata...woh kya hai mere liye Kuch bhi kar sakta hu..unhe paane ke liye Yaad aate hai woh din ab... Jab woh kehti thi ki..woh bani hai mere liye Vada kiya tha ki saath rahenge janam janam ke liye Abhi bhi yaad hai woh din..jab milne gaya tha unse mein Unhone kaha ki bhool jaavo hume ab zindagi bhar ke liye Unse pyaar itna karta tha ki..pooch bhi na paaya wajah uski |
![]() |
![]() |
![]() |
![]() |
![]() |
![]() |
![]() |
![]() |
| Author: Jay |