Kis ka rasta dekhay, ay dil ay saudaaii
Meeloun hai soona pan, sadyoun hai tanhaai,
Bhooli dunyaan kabhi ki, tujhe bhi mujhe bhi,
phir kyun aankh bhar aai.
Koi bhi saaya nahiin ranhoun may,
Koi bhi aayega na banhoun may,
Tera liye mereliye, koi nahiin roone waala.
Jhoota bhi naata nahiin chanhoun  main,
Tu hi kyun dooba rahe aanhoun main,
Koi kisi sang mare aysa nahin hoone waala.
Aysaa nahiin hai koi jahaan main,
baante peed parai.
Tujhe kya beeti hoi raatoun se,
Mujhe kya khoi howi baatoun se,
Sejh nahiin-chitaa sahi, jo bhi mile so na hooga
Gaiii jo koori chooti hatoun se,
Lena kya toote huaa saatoun se.
Khushi jahaan mangi tune, wahiin mujhe roona hooga.
Na koi tera, na koi mera,
phir kis ki yaad aaai.
Kis ka dekhe, ay dil ay saudaaii.
Hosted by www.Geocities.ws

1